Sunday, September 27, 2009

KALAAM-E-PAK

http://www.quranflash.com/quranflash.html

Thursday, September 24, 2009

hakikat na pooch

hakikat na pooch mere fasane ki, tere badlte hi badal gayi nazar zamane ki, log kehte hai khush hoon mai, par meri to adat hai gum mai bhi muskurane ki.
---------------------------------
Jab Jab Aapse Milne Ki Umeed Nazar AayiMere Pairon Mein Zanjeer Nazar AayiGir Pade Aansu Aankhon SeAur Har Aansu Mein Aapki Tasweer Nazar Aayi
---------------------------------
Kabhi Dil Ko Kabhi Shamma Ko Jala Kar RoyeTeri Yaad Ko Dil Se Laga Kar RoyeRaat Ki God Mein Jab So Gayi Duniya SariChand Ko Teri Tasveer Banaker Roye

GHALIB FARMAATE HAIN

dil-e-naadaaN tujhe huaa kya hai ?aaKHir is dard kee dawa kya hai
ham haiN mushtaaq aur woh bezaarya ilaahee ! yeh maajra kya hai ?
--------------------
maiN bhee muNh meiN zabaan rakhta hooNkaash ! poocho ki "muddaa kya hai" ?
aah ko chaahiye ik 'umr asar hone takkaun jeeta hai teree zulf ke sar hone tak ?
----------------
haiN aur bhee duniya meiN suKHanwar bohot achchekehte haiN ki 'GHalib' ka hai andaaz-e-bayaaN aur